Small case mein graphics card fit: sirf length measure karun?
Bhai log aik practical sawal hai. New card ki length case limit ke andar hai lekin front fans aur power cable ki clearance ka doubt hai. Please reason bhi batana, sirf brand name recommend karne se samajh nahi aati.
0
5