Gaming laptop upgrade mein second SSD ya existing drive replace?
Yar specs parh li hain lekin decision abhi bhi clear nahi. Games aur work files ek drive pe hain. Storage expand karna chahta hoon. Aap log is situation mein pehla step kya rakhte? Budget waste nahi karna chahta.
0
4